Blog me follow button kaise lagaye

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL/MG.... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge Social Follow Buttons ki Dosto Agr aap apne blog par Social follow buttons lgana chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai. Dosto aap es post ko pura read karke boht hi aasani se apne blog par social follow buttons lga sakte hai. Dosto Social follow Buttons apne blog ke liye kitne jaruri hai ye to aap jante hi honge. ye social media traffic bdhane ka boht hi bda sadhn hai.....
To chaliye Dosto ab hm blog par social follow buttons lgate hai....

Step 1- Sabse pahle aap es link par click kariye.....
                                    https://www.sharethis.com
Step 2- Get Share Buttons par click kare.....
Step 3- Account Create kare.....
1. E-Mail ID enter kare....
2. Password Create kare....
3. Get The Code Par click kare....

Step 4- Ab es Code ko apne blog me past kar dijiye.....
1. Es code ko copy kar lijiye....
2. Copy Code par click karke....

Blog me share buttons kaise lagaye....
Blog me reaction buttons kaise lagaye....
Blog ke liye about us page kaise banaye....
Pan card kaise banaye....

Step 5- Ab Apne blog ke Dashboard par jaye....
1. Theme par click kare....
2. Edit HTML par click kare....
Step 6- Ab aap esme kahi par bhi click karke  Ctrl+F press kar dijiye.....
1. Ab aapke samne aek search box open hoga usme aap es code ko type karke enter press kar dijiye.... ko type karke enter press kar de.....
2. Ab aapke samne Code show hoga es code ke niche us code ko past kar dijiye jo aapne abhi copy kiya tha..... ke niche us copy kiye hue code ko past kar dijiye.....
3. Ab Save Theme par click kar dijiye....
Ab  aapka code successfully save ho gya hai....
Step 7- Ab aap Continue To Dashboard par click kar dijiye.....

Step 8- Ab aap fir se apni email ID or password dalkar login kar lijiye....
SBI YOno me account kaise open kare....
Pendrive ko bootable kaise banaye....
Computer se apna welcome kaise karwaye....

Step 9- Ab aapko apne blog me follow buttons lgana hai.....
1. Follow Buttons par click kare.....
2. Inline follow buttons par click kare.....

Step 10- Ab aapko Follow buttons ko apne hisab se set karna hai....
1. Sabse pahle On par click karke follow buttons ko On kar lijiye.....
2. Ab aap un buttons ko add kar lijiye jinhe aap add karna chahte hai or jinhe remove karna chahte hai unhe remove kar dijiye.....
3. Aapne jis-jis buttons ko add kiya hai unme aapka account hona jaruri hai or un Accounts ka URL aapko yha dalna hai or baki ki settings aap apne hisab se kar lijiye....
4. Ab UPDATE par click karke ese update kar dijiye.....
5. Ab es link ko copy kar lijiye.....

Step 11- Ab aap apne blog ke dashboard par jaye....
1. Layout par click kare....
2. Ab aap apne code ko kaha par lgana chahte hai vha par lga sakte hai me es code ko apne main page par lgaunga esliye me Main me aek Gadget add karunga Add a Gadget par click karke....
Step 12- Ab HTML/JavaScrip ko + par click karke add kar lijiye....

Step 13- Ab aapke samne HTML/JavaScrip ka Gadget open ho gya hai...
1. Title me Follow Buttons type kare.....
2. Yha par us code ko past kar dijiye jo aapne abhi copy kiya tha....
3. Ab Save par click kar dijiye....
➽  laptop me shareit kaise download kare.....
Flight ticket kaise book kare.....
Onedrive kya hai account kaise banaye....

Step 14- Ab aap Save arrangement par click karke ese save kar dijiye....

Ab aapke blog me Follow buttons lag gye hai aap apne blog me ki gyi post par dekh sakte hai....

Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne blog par social follow buttons lgane me koi bhi problem aati hai to aap mujhe comment karke bta sakte hai.....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahti hai to please aap ese share jarur kar dijiyega thanks.....

1 टिप्पणियाँ

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने