Computer ki band volume ko kaise ON kare

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm apne computer ya laptop ki off volume ko on kaise kar sakte hai dostoo agr aap apne laptop ya computer ki off volume ko on karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es poori post ko read karke boht hi aasani se computer ya laptop ki off  volue ko on kar sakte hai....


Dosto laptop ya computer ki volume tab off ho jati hai jab Volume ki driver crept ho jati hai or fir computer ya laptop me kisi bhi song ki aavaj hme sunai nhi deti hai....
Chaliye dosto apne computer ya laptop ki off volume ko on karte hai....

Step 1- Sabse pahle aap es link par click kare....


Step 2- Ab Install all required drivers pr click kare......


Step 3- Ab software download hone ke bad install karke open kr lijiye, open karne ke bad ye aapke computer ya laptop ko scan karna suru kar dega....

Step 4- Pura sacn karne ke bad configure the computer automaticlly par click karna hai....



Step 5- Ab dirver pack solution software aapke computer ya laptop ko scan krke jo drivers missing hai chahe computer ki sound ki driver ho ya kuch or unhe install kar dega or purani drivers ko update kar dega, Volume ki driver ke install hone ke bad me aap check kar sakte hai aapke computer ya laptop me volume on ho jayegi or aapka computer ya laptop pahle ke jesa kam karega....


NOTE :- Driver ko install karne ya update krne liye aapko high speed internet or boht sare data ki jarurt padegi approx. 2 GB data ki jarurt padegi....


Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne computer ya laptop ki band volume ko on karne me ab bhi koi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke jarur bataye....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap ese share jarur kar dijiyega thanks....

1 टिप्पणियाँ

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने