E Mitra wallet me paisa kaise dale

Hello dosto mera name hai MADANGOPAL/MG.... Dosto aaj ki es post me ham bat karenge E MITRA Wallet ki Dosto ham E Mitra wallet me paisa kaise transfer kar sakte hai ye me aapko es post me btaunga. Agr aap E Mitra wallet me paisa transfer karna chahte hai to ye post aapke liye bohat hi helpful hai aap es post ko poora read karke bohat hi aasani se paisa transfer kar sakte hai. Dosto jab ham kisi E Mitra ID ke dvara koi transaction karte hai to hmare E Mitra ID ke wallet me paisa hona boht hi jaruri hota hai agr hmare E Mitra wollet me paise na ho to ham transaction nhi kar sakte hai. to dosto chaliye ab ham E Mitra wallet me paisa transfer karte hai....
Step 1- Sabse pahle aapko apni E Mitra ID me login karna hai.....
1. Ab aap Financial par click kariye....
2. Ab aap wallet par click kar dijiye....
3. Ab aap Refill par click kar dijiye.....
Step 2- Ab aapko Payment method choose karna hai.....
1. Yha par paisa (rupees) enter kare.....
2. Aggregator select kare.....
3. Select bank me bank select kare agr aap ATM se paisa dalna chahte hai to PAYTM select kare.....
4. Ab aap Pay Now par click kar dijiye.....
Step 3- Ab aapko Payment Method ki details fill karni hai.....
1. Sabse pahle aap Payment method choose kar lijiye aap kiske dvara payment karna chahte hai....
Note:- Credit card or Debit card dono ka process same hai.....
2. Yha par ATM ka Number enter kar dijiye.....
3. Yha par expiry date select kar lijiye.....
4. Yha CVV number enter kar dijiye....
5. Ab Pay Now par click kar dijiye.....
Ab aapke ATM se linked mobile number par aek OTP aayega use enter karke Payment par click kar dijiyega aapka payment emitra me transfer ho jayega.....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur btaye or agr aapko Emitra wallet me paisa transfer karne me koi bhi problem aati hai to aap mujhe comment karke btaye......

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap ese like or share jarur kar dijiyega thanks..... 

4 टिप्पणियाँ

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने