Blog me Facebook Like Button kaise लगाए

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL/MG.... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge Facebook page Like Button ki Dosto agr aap apne blog me facebook page like button lagana chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai. Dosto Facebook page like button apne blog ke liye kitna jaruri hai ye to aap jante hi honge.....
To Chaliye dosto ab hm facebook like button bnate hai or apne blog par lgate hai....

Step 1- Sabse pahle aap es link par click kijiye.....
                                  https://developers.facebook.com
Step 2- Ab aap Like Button Configurator par click kar dijiye.....

Step 3- Jab aap Like Button Configurator par click karoge to aapke samne aesa page show hoga....
Step 4- Ab apne Facebook page par jaye or vha se es URL ko copy kar lijiye.....

Step 5- Ab aap apne like button ko achhe se set kar lijiye.....
1. Yha apne page ka URL past kare.....
2. Layout me standard select kar lijiye....
3. Action Type me like select kar le.....
4. Button size me large select kar le.....
5. Agr aap like button ke sath share button bhi add karna chahte hai to Include Share Button ko select kar lijiye.....
6. Facebook page like karne wale friend`s ka face show karwana chahte hai to Show Friend`s Faces ko select kar lijiye....
7. Ab Get Code par click kar dijiye.....
Step 6- Ab aapko Code ko copy karna hai.....
1. IFrame par click kare....
2. Ab es code ko select karke copy kar lijiye.....

Step 7- Ab aapko apne blog ke Dashboard par jana hai.....
1. Layout par click kare.....
2. Ab aap jaha par apne facebook page ka like button lgana chahte hai vha par aek Gadget add kar lijiye Add a Gadget par click karke.....
Step 8- Ab HTML/JavaScrip ko + par click karke add kar lijiye.....
Step 9- Ab aapko us code ko yha past karna hai....
1. Title me Facebook like Button type kare....
2. Yha par us code ko past kar dijiye.....
3. Ab Save par click kar dijiye.....
Step 10- Ab Save arrangement par click karke ese save kar dijiye....

Dosto ab aapke blog me facebook page like button successfully add ho gya hai....

Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko facebook page like button create karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke bta sakte hai.....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap ese share jarur kar dijiyega thanks....

4 टिप्पणियाँ

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने