Blog me share buttons kaise lagaye

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL/MG.... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge Social Share Buttons ki Dosto Agr aap apne blog par Social share buttons lgana chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai. Dosto aap es post ko pura read karke boht hi aasani se apne blog par social share buttons lga sakte hai. Dosto Social Share Buttons apne blog ke liye kitne jaruri hai ye to aap jante hi honge. ye social media traffic bdhane ka boht hi bda sadhn hai.....
Dosto aaj me aapko two parkar ke social share buttons ke bare me btaunga....
1. Inline share button
2. Sticky share button

To chaliye Dosto ab hm blog par Inline social share buttons lgate hai....

Step 1- Sabse pahle aap es link par click kariye.....

                                              https://www.sharethis.com

Step 2- Get Share Buttons par click kare.....
Step 3-Account Create kare.....
1. E-Mail ID enter kare....
2. Password Create kare....
3. Get The Code Par click kare....
Step 4- Ab es Code ko apne blog me past karna hai....
1. Es code ko copy kar lijiye....
2. Copy Code par click karke....
Step 5- Ab Apne blog ke Dashboard par jaye....
1. Theme par click kare....
2. Edit HTML par click kare....
Step 6- Ab aap esme kahi par bhi click karke  Ctrl+F press kar dijiye.....
1. Ab aapke samne aek search box open hoga usme aap es code ko type karke enter press kar dijiye.... ko type karke enter press kar de.....
2. Ab aap aapke samne code show hoga ab aap ke niche us code ko past kar dijiye....  ke niche us copy kiye hue code ko past kar dijiye.....
3. Ab Save Theme par click kar dijiye....
Ab  aapka code successfully save ho gya hai....
Step 7- Ab aap Continue To Dashboard par click kar dijiye.....
Step 8- Ab aap fir se apni email ID or password dalkar login kar lijiye....
Step 9- Ab aap share buttons par click karke Inline share buttons par click kar dijiye....
Step 10- Ab aap apne share buttons ko apne hisab se set kar lijiye....
1. Sabse pahle ese On kar lijiye....
2. Ab aap jin-jin buttons ko apne blog me lgana chahte hai unhe select kar lijiye or baki ki settings apne hisab se kar lijiye....
3. Ab aap update par click kar dijiye....
4. Ab aap es code ko copy par click karke copy kar lijiye.....
Step 11- Ab aap apne blog ke dashboard par jaye....
1. Layout par click kare....
2. Ab aap apne code ko jaha par bhi lgana chahte hai vha par lga sakte hai me es code ko apne main page par lgaunga esliye me Main me aek Gadget add karunga Add a Gadget par click karke....
Step 12- Ab HTML/JavaScrip ko + par click karke add kar lijiye....
Step 13- Ab aapke samne HTML/JavaScrip ka Gadget open ho gya hai...
1. Title me Share Buttons type kare.....
2. Yha par us code ko past kar dijiye....
3. Ab Save par click kar dijiye....
Step 14- Ab aap Save arrangement par click karke ese save kar dijiye....
Ab aapke blog me Inline share buttons lag gye hai aap apne blog me ki gyi post par dekh sakte hai....

Sticky Share Buttons kaise lagaye....

Step 1- Chaliye dosto ab hm Sticky share buttons lgate hai....
1. Share buttons par click kare....
2. Ab Sticky share buttons par click kare....
Step 2- Ab aap en buttons ko apne hisab se set kar lijiye....
1. Sabse pahle enhe On kar lijiye On par click karke....
2. Ab jin-jin Buttons ko add karna chate hai unhe add kar lijiye or jinhe remove karna chahte hai unhe remove kar dijiye.....
Step 3- Ab UPDATE par click kar dijiye....
Ab Sticky share buttons succesfully aapke blog me add ho gye hai....

Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne blog par social share buttons lgane me koi bhi problem aati hai to aap mujhe comment karke bta sakte hai.....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahti hai to please aap ese share jarur kar dijiyega thanks.....

1 टिप्पणियाँ

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने