Blog me reaction button kaise lagaye

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL/MG.... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge Reaction Buttons ki Dosto Agr aap apne blog par reaction buttons lgana chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai. Dosto aap es post ko pura read karke boht hi aasani se apne blog par reaction buttons lga sakte hai. Dosto reaction Buttons apne blog ke liye kitne jaruri hai ye to aap jante hi honge....
To chaliye Dosto ab hm blog par reaction buttons lgate hai....

Step 1- Sabse pahle aap es link par click kariye.....

                                                  https://www.sharethis.com

Step 2- Get Share Buttons par click kare.....

Step 3- Account Create kare.....
1. E-Mail ID enter kare....
2. Password Create kare....
3. Get The Code Par click kare....
Step 4- Ab es Code ko apne blog me past kar dijiye.....
1. Es code ko copy kar lijiye....
2. Copy Code par click karke....

Step 5- Ab Apne blog ke Dashboard par jaye....
1. Theme par click kare....
2. Edit HTML par click kare....
Step 6- Ab aap esme kahi par bhi click karke  Ctrl+F press kar dijiye.....
1. Ab aapke samne aek search box open hoga usme aap es code ko type karke enter press kar dijiye..... ko type karke enter press kar de.....
2. Ab aapke samne code show hoga ab aap es code ke niche us code ko past kar dijiye jo aapne copy kiya tha.....
3. Ab Save Theme par click kar dijiye....
Ab  aapka code sussesfuly save ho gya hai....
Step 7- Ab aap Continue To Dashboard par click kar dijiye.....

Step 8- Ab aap fir se apni email ID or password dalkar login kar lijiye....
Step 9- Ab aapko Reaction buttons add karne hai....
1. Reaction buttons par click kare....
2. Ab Inline reaction buttons par click kare.....

Step 10- Ab aapko reaction buttons ko add karne hai....
1. Sabse pahle On par click karke ese on kar lijiye or ese apne hisab se set kar lijiye....
2. Ab UPDATE par click karke ese update kar dijiye....
3. Ab es code ko COPY par click karke copy kar lijiye....
Step 11- Ab aap apne blog ke dashboard par jaye....
1. Layout par click kare....
2. Ab aap apne code ko kaha par lgana chahte hai vha par lga sakte hai me es code ko apne main page par lgaunga esliye me Main me aek Gadget add karunga Add a Gadget par click karke....

Step 12- Ab HTML/JavaScrip ko + par click karke add kar lijiye....
Step 13- Ab aapke samne HTML/JavaScrip ka Gadget open ho gya hai...
1. Title me Reaction Buttons type kare.....
2. Yha par us code ko past kar dijiye jo aapne abhi copy kiya tha....
3. Ab Save par click kar dijiye....
Step 14- Ab aap Save arrangement par click karke ese save kar dijiye....

Ab aapke blog me Reaction buttons add ho gye hai aap apne blog me ki gyi post par dekh sakte hai....

Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne blog par Reaction buttons lgane me koi bhi problem aati hai to aap mujhe comment karke bta sakte hai.....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahti hai to please aap ese share jarur kar dijiyega thanks.....

1 टिप्पणियाँ

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने