Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL/MG.... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm Facebook ke account ko temporarily remove kaise kar sakte hai Dosto agr aap apne facebook account ko temporarily remove karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani apne facebook account ko temporarily remove kar askte hai....
Dosto Facebook Account ko Delete karne ki vjah kafi sari ho sakti hai Sab alg alg vjah se facebook account ko delete karne ki sochte hai Dosto agr aap apne facebook account ko temporarily remove karte hai to aapka sirf Facebook deactivate hoga aapka Massager activate hi rahega Agr aap facebook ko deactivate karege to aapke pass koi new Friend request nhi aayegi or na hi aap kisi ko Friend request bhej payege agr koi aapki facebook id ko facebook par search karta hai to uske samne aapki facebook id show nhi hogi or vo tab tak show nhi hogi jab tak aap apne facebook account ko vapis activate nhi kar dete or facebook account ko activate karne ke liye aapko apne account me login karna hoga....
Chaliye Dosto facebook account ko temporarily remove karte hai....
Step 1- Sabse pahle apne Browser me jao or facebook account login karo....
Step 2- Ab upar right corner me jo Teen line hai us par click karo....
Step 3- Ab settings par click karo....
Step 4- Ab niche jao or Account Ownership and Control par click karo....
Step 5- Ab yha Deactivation and deletion par click karo....
Step 6- Ab Deactivate Account ko select karo or Continue to account deletion par click karo....
Step 7- Ab yha apna password type kare or continue par click kare....
Ab aapka account temporary lock ho gya hai....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne facebbok ko temporary lock karne me aapko koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke jarur bataye....
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap is post share jarur kar dijiyega thanks....

nice post
जवाब देंहटाएं