Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL/MG.... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm apne Blog se virus remove kaise kar sakte hai Dosto agr aap apne blog se virus remove karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne blog se virus remove kar sakte hai....
Dosto jab apni Blog website me virus aata hai to blog dhire work karne lagta hai or website jaldi se open nhi hoti jisse hme or hmare users ko kafi taklif hoti hai to dosto aaj me aapko esi trick btauga jiski help se aap apne blog website ko scan karke virus ka pta laga sakte hai or use remove kar sakte hai....
Chaliye Dosto Apni Website Se Virus Remove Karte Hai....
Step 1- Sabse pahle apne blog me login kare or fir apne Blog ka URL copy kare....
Step 2- Ab yha is link par click kare....
https://www.virustotal.com/
Step 3- Ab yha URL par click kare or fir yha apni Website ka URL past kare....
Step 4- Ab aapke samne esa page show hoga aap dekh sakte hai apni website me koi virus hai ya nhi....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apni website ko scan karne ya virus remove karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke bataye....
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap es post ko share jarur kar dijiyega thanks....

helpful post
जवाब देंहटाएंHey, I am so thrilled I found your blog, I am here now and could just like to say thank for a tremendous post and all round interesting website. Please do keep up the great work. I cannot be without visiting your blog again and again. indoor air quality
जवाब देंहटाएंGreat article Lot's of information to Read...Great Man Keep Posting and update to People..Thanks executable files
जवाब देंहटाएं