Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL/MG.... Dosto aaj ki es post me hm bat karege ki hm un links ko chhota kaise kar sakte hai Jo kafi bde hote hai or jinhe apne blog ki post me add karne me presani hoti hai Dosto agr aap is parkar ke links ko chhota karke apne blog ki post me add karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap is post ko poora read karke boht hi aasani se bde links ko chhota karke apni post me add kar sakte hai....
Dosto jab hm apne blog ki post me koi dusre link ko add karte hai to unme se kafi link bde hote hai jo dikhne me boht hi gnde lagte hai or kafi jgah cover karte hai dosto aaj hm unhi links ko chhota karna sikhege....
Chaliye Dosto bade links ko chhota karke apne blog ki post me add karte hai....
Step 1- Sabse pahle apne blog me login kare or fir jis post ke link ko chhota karna hai ya jis link link ko chhota karna hai us post ko open kare....
Step 2- Ab Yha link par click kare....
Step 3- Ab yha Web address me apna link past kare....
Ab same link Text to display me show hoga aap ise chhota kar sakte hai jitna chhota karna chahte hai kar sakte hai aapko web address ko bilkul change nhi karna hai agr aapne web address wale link ko chnage kiya to aapka poora link khrab ho jayega....
Ab OK par click kar dijiye....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko link ko chhota karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke bataye....
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap is post ko share jarur kar dijiyega thanks....

helpful post
जवाब देंहटाएं