Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL/MG.... Dosto aaj ki es post me hm bat karege ki hm blog ki Post me kisi dusri post ya koi dusra link kaise add kar sakte hai Dosto agr aap apne blog ki post me kisi dusri post ke link add karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne blog ki Post me kisi Dusri post ke link add kar sakte hai Dosto is method se aap sirf post ke link hi nhi kisi ka bhi link add kar sakte hai....
Dosto kuch poste esi hoti hai jinme kisi dusri post ya kisi dusri website ya fir koi esa link jise post me add karna boht hi jaruri hota hai. Dosto ek post me apni kisi dusri post ka link add karne se hmare blog ka traffic increase hota hai isse visitors ko apni dusri post par aane me aasani hoti hai isliye blog ki post me koi dusra link add karna jaruri hota hai....
Chaliye Dosto Link Add Karte Hai....
Step 1- Sabse pahle apne blog me login kare or fir aap jis post me photos add karna chahte hai us post ko open kare....
Step 2- Ab yha upar link par click kare....
Step 3- Ab aap jis link ko is post me add karna chahte hai use copy kare or fir yha past karde....
1. Dosto agr aapka link bda hai to aap us link ko yha se chhota kar sakte hai....
2. Ab OK par click karde ab aapka link add ho gya aap dekh sakte hai....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne blog ki post me kisi bhi link ko add karne me koi bhi problem aa rhi hai to aap mujhe comment karke jarur bataye....
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap es post ko share jarur kar dijiyega thanks....

helpful post
जवाब देंहटाएं