Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm apne Youtube Channel ke liye adsense me apply kaise kar sakte hai Dosto agr aap apne Youtube channel ke liye adsense me apply karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani apne Youtube channel ke liye adsense me apply kar sakte hai....
Dosto ye to aap jante hi honge ki Youtube ke liye Google adsense me account hona kitna jaruri hai Dosto agr aap paise kamana chahte hai to aapka google adsense me account hona boht hi jaruri hai jab aapka account adsense me hoga to aap apne youtube channel me ads laga payenge or fir paise earn kar payenge ki esliye youtuber ke liye google adsense me accunt hona boht hi jaruri hai....
Chaliye Dosto ab hm apne Youtube channel ke liye adsense me apply karte hai....
Step 1- Sabse pahle Apne youtube channel me login kare....
Step 2- Ab Settings par click kare....
Step 3- Ab additional features par click kare....
Step 3- Ab aapko Monetization ko Enable karna hai yha enable par click kare....
Step 4- Ab Yha Start par click kare....
Step 5- Ye term and condition hai enko read karle or fir I Accept par click kare....
Step 6- Ab aapko Google Adsense me account create karna hai yha start par click kare....
Step 7- Ab yha Next par click kare....
Step 8- Ab aap jis Email account se adsense me account create karna chahte hai use enter kare or fir Link to Youtube par click kare....
Step 9- Ab Yha start par click kare....
Step 10- Aap kis type ke ads apne channel par lagana chahte hai unhe select kar lijiye or fir save par click kar dijiye....
Ab aapke dvara Google Adsense ko request bhej di gyi hai jab aapko approval mil jayega tab aapke pass aek Email aa jayega....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne Youtube channel ke adsense me apply karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke jarur bataye....
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap es post ko share jarur kar dijiyega thanks....

helpful post
जवाब देंहटाएं