Graphic Card kya hai kaise check kare

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki Graphic card kya hota hai or use kaise chack kare Dosto agr aap graphic card ke bare me janna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se graphic card ke bare me jan sakte hai or apne laptop ya computer me konsa graphic card ye bhi dekh sakte hai....
Dosto Graphic card computer ya laptop ke liye boht hi jaruri hota khas karke un logo ke liye jo apne computer ya laptop se game khelte hai ya fir movies dekhte rahte hai Dosto graphic card aek aesi cheej hoti hai jo apne computer ya laptop ko andar se chmkake rakhti hai yani ki agr aap apne computer me koi movie dekhe hai to vo aapko boht hi clear dikhai degi sirf movie hi nhi agr aap apne computer ya laptop me koi game khelte hai to vo bhi aapko boht hi clear dikhai dega or game khelne ka mja bhi aayega Dosto aapne kuchh computer ya laptop me dekha hoga ki unme koi game khelte hai to vo clear dikhai nhi dekha hai sirf game hi nhi koi video bhi clear dikhai nhi deta hai kyoki usme Graphic card nhi hota hai....
Chaliye dosto ab hm apne Computer me Graphic card check karte hai....

Step 1- Sabse pahle yha Manage par click kare....
Step 2- Ab yha Device Manager par click kare or Display adeptar par click kare....
Dosto Ab aap yha se dekh sakte hai aapke laptop me konsa graphic card hai....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne laptop ya computer ke graphic card ko check karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke jarur bataye....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap es post ko share jarur kar dijiyega thanks....

5 टिप्पणियाँ

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने