Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm apne blog ko secure kaise kar sakte hai. Dosto agr aap apne blog ko secure karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne blog ko secure kar sakte hai....
Dosto Blog ko secure karna boht hi jaruri hai Dosto agr aap apne blog ko secure kar lete hai to aapke blog ko koi bhi hack nhi kar payega Dosto aksar aapne dekh hoga jab aap kisi website par jate hai to us website ke URL par aage ki or aek lock laga hota hai mtlab vo website poori trah se secure hai or us website ka HTTPS enable hai vahi Dusari or aapne kuchh Websites par ye lock khula (open) huaa bhi dekha hoga ya fir Lock hi nhi dekha hoga eska mtalb ye hota hai ki us Website ka HTTPS Disbale hai or vo Website secure nhi hai....
To chaliye dosto ab hm apne blog ko secure karte hai....
Step 1- Sabse pahle apne blog me login kare....
Step 2- Ab Settings par click kare. or fir Basic par click kare....
Step 4- Ab aapko HTTPS ko Enable karna hai yha Yes select kar lijiye....
Ab aapka Blog poori trah se secure ho gya hai....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne blog ko secure karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe commnet karke jarur bataye...
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap es post ko share jarur kar dijiyega thanks....

helpful post
जवाब देंहटाएं