Facebook account ko permanently deactivate kaise kare

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL/MG.... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm apne facebook account ko permanently delete kaise kar sakte hai dosto agr aap apne facebook account ko hmesa ke liye delete karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap is post ko poora read karke boht hi aasani se apne facebook account ko delete kar sakte hai....

Chaliye Dosto apne facebook account ko permanently Deactivate karte hai....

Step 1- Ab apne Browser me jao or facebook account login karo....

Step 2- Ab upar right corner me jo Teen line hai us par click karo....

Step 3- Ab settings par click karo....

Step 4- Ab niche jao or Account Ownership and Control par click karo....
Step 5- Ab yha Deactivation and deletion par click karo....

Step 6- Ab Delete Account ko select karo or Continue to account deletion par click karo....
Step 7- Ab niche jao or Delete Account par click kar do....
Step 8- Ab yha password enter karo or bad me continue par click kardo....
Ab aapka account permanently Delete ho gya hai....

Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne facebbok ko permanently delete karne me aapko koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke jarur bataye....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap is post share jarur kar dijiyega thanks....

1 टिप्पणियाँ

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने