Whatsapp status ko bina app mobile me kaise save kare

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL/MG.... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm apne whatsapp status ko apne mobile me kaise save kar sakte hai bina kisi app ke Dosto agr aap apne whatsapp status ko apne mobile me save karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne whatsapp status ko mobile me save kar sakte hai....

Dosto aksar aesa hota hai ki jab hm kisi ke whatsapp ko dekhte hai to vo hme pasand aa jata hai aese me hm us status ko pane ke liye us bande ko massege karte hai ki bhai ye whatsapp status mujhe send kar de lekin dosto ab aapko kisi ko massege karke ye bolne ki jarurt nhi hai ki bhai ye status mujhe send kar de ab aap use bina btaye hi download kar sakte hai uske liye aapko ye post read karni hogi....

Chaliye dosto whatsapp status ko mobile me save karte hai....

Step 1- Sabse pahle File manager ko open kare...

Step 2- Ab whatsapp folder ko open kare....
Step 3- Ab Media folder ko open kre....
Step 4- Ab yha three doit par click kare or fir settings par click kare....

Step 5- Ab aapko yha settings karni hai....
1. Show hidden files ko enable kar dijiye....
2. Show hidden media files ko bhi enable kar dijiye....
Step 4- Ab aap dekh sakte hai yha status name se folder show ho raha hai ise open karle....

Step 5- Ab es parkar se aapke samne status show hoge agr en status ko apne mobile me save karna chahte hai to status ko select kare or fir move par click karke apne mobile storage ke folder me past kar sakte hai....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko without app apne mobile me whatsapp status ko save karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke bataye....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap es post ko share jarur kar dijiyega thanks....

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने