Computer ka ulta fulta screen sidha kaise kare

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm apne laptop ya computer ka ulta fulta screen sidha kaise kar sakte hai Dosto agr aap apne laptop ya computer ka ulta fulta screen sidha karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne computer ya laptop ka ulta fulta screen sidha kar sakte hai....
Chaliye dosto apne computer ka ulta fulta screen sidha karte hai....

METHOD 1ST = Dosto es Method ko aapko tab use karna hai jab aapke computer ya laptop ka keybord kam nhi kar rha ho....

Step 1- Apne computer ya laptop ki Display par Right click kare or fir Screen resolution par click kar de....

Step 2- Ab Orientation me Landscape select kar lijiye aapke computer ya laptop ka ulta screen Sidha ho jayega....
METHOD 2ND = Dosto es method ko aapko tab use karna hai jab aapke computer ya laptop ka Mouse kam nhi kar rha ho ya fir aap mouse se apne computer ki screen ko sidha nhi kar pa rhe ho....

Step 1- Dosto aapko Apne mouse ka Alt button press karke rakhna hai or fir up arrow (^) press karna hai aapke computer ya laptop ka screen sidha ho jayega....

Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne laptop ya computer ki screen ko sidha karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke jarur bataye....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap es post ko share jarur kar dijiyega thanks....

3 टिप्पणियाँ

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने