Blog me Notification Ball icon kaise lagaye

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm apne blog me notification ball icon kaise laga sakte hai Dosto agr aap apne blog me notification ball icon lagana chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne blog me notification ball icon laga sakte hai....
Dosto Blog ke liye notification ball icon boht hi important hai kyoki Dosto es notification ball icon par click karne se new pulished post ke notification visitors ke pass aa jate hai. Dosto es notification ball icon ke sath-sath aek message bhi show hota hai jisko allow karna hota hai kyoki usko allow karne ke bad hi aapke pass notification aate hai. Agr aap aek blogger hai to aapko es trick ka use karna chahiye kyoki es trick ki vjah se blog ka traffic bhi icrease hota hai....
Chaliye Dosto ab hm apne blog me notification ball icon lagate hai....

Step 1- Sabse pahle es link par click kare....
                                         https://onesignal.com/
Step 2- Ab aap enme se jisse account create karna chahte hai kar lijiye....
Step 3- App name me apne Blog ka title type kare or fir ADD APP kar click karde....
Step 4- Ab Web Push ko select kar lijiye or fir NEXT par click kar dijiye....
Step 5- Esme TYPICAL Site select kar lijye....
Step 6- Ab site setup ko fill karna hai....
1. Yha apni Website ka title type kare....
2. Yha apni Website ka URL type kare....
3. Yha Notification ke liye image upload kar dijiye....
Step 7- Ab apne Bell icon ke size or location ko Choose kar lijiye or fir Save par click kar dijiye....
Step 8- Ab save par click kar dijiye....
Step 9- Ab es Code ko copy kar lijiye....
Step 10- Ab apni Website me login kare....
Step 11- Ab Yha Theme par click kare or fir Edit HTML par click kare....
Step 12- Ab aapko us code ko yha past karna hai....
1. Yha click kare or fir CTRL+F press kare....
2.Search bar me type kare.... type kare or fir enter press kare....
3. Ab yha ke niche us code ko past kar dijiye.... ke niche us code ko past kar dijiye or fir Save theme par click kar dijiye....
Ab aapke blog me Notification Box or Notification Bell icon dono add ho gye hai 5 min me aapki Website me show hone lag jayenge....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne blog me notification ball icon lagane me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke jarur bataye....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap es post ko share jarur kar dijiyega thanks....

2 टिप्पणियाँ

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने