Blog ke liye Contact Us page kaise बनाये

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm apne blog ke liye Contact Us page kaise create kar sakte hai Dosto agr aap apne blog ke liye Contact Us page banana chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne blog ke liye Contact Us page create kar sakte hai....
Dosto Contact Us page apne blog ke liye kitna jaruri hai ye to aap jante hi honge Dosto Agr hmare blog me Contact Us page hoga to visitors ko Blog Owner se Contact karne me aasani hogi or post ke bare me ya post se related  Question Kar payenge lekin agr hmare blog ki post me Contact us page nhi hoga to visitors Blog Owner se Contact nhi kar payenge esliye blog ke liye Contact Us page boht hi jaruri hai....
Chaliye dosto apne blog ke liye Contact Us page create karte hai....

Step 1- Sabse pahle aap apne blog me login kare....


Step 2- Ab Pages par click kare....
Step 3- Ab New page par click kare....

Step 4- Ab es code ko copy kare....
Step 5- Ab aapko es code ko apne blog pages me past karna hai....
1. Title me contact Us type kare....
2. Ab HTML par click kare....
3. Ab yha us code ko past kare....
4. Ab Publish par click kare....



Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne blog ke liye Contact Us page create karne me koi bhi problem aa rahi hai to mujhe comment karke jarur bataye....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please app es post ko share jarur kar dijiyega thanks....

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने