Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm apne laptop ya computer ki typing language ko english se hindi kaise kar sakte hai Dosto agr aap apne laptop ya computer ki typing language ko english se hindi karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne computer ya laptop me hindi me type sakte hai....
Chaliye Dosto apne computer ya laptop me Hindi me type karte hai....
Step 1- Yha Add a language par click kare....
Step 2- Ab aap hindi par Click kare....
Step 3- Ab Add par click karde....
Step 4- Ab aapke laptop ya computer me hindi language add ho gyi hai....
Step 5- Ab yha ENG par click karke esme Hindi ko select kar lijiye....
Ab aapke computer ya laptop ki typing language Hindi ho gyi hai ab aap hindi me type kar sakte hai....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne laptop ya computer ki typing language ko english se hindi karne me koi bhi problem aa rahi hai to mujhe comment karke jarur bataye....
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please app es post ko share jarur kar dijiyega thanks....