Hello dosto mera name hai MADANGOPAL/MG.. Dosto aaj ki es post hm bat karenge voter id ki, ji ha dosto agr aap voter id banana chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko pura read karke voter id bna sakte hai......
Election me Vote daalne ke liye aapka name Voter list me hona boht hi jaruri hota hai tab hi aap Vote dal sakte hai or jo aapka voter ID card hota vo hi aapki identity hoti hai. Voter ID sirf Election me vote dalne ke liye hi nhi hai balki Government schemes ka labh uthane ke liye bhi eski jarurat padti hai Voter identity card ko 18+ years age ke baad bana sakte hai or ye bna lena boht hi jaruri hota hai. Bank me account kholne ke liye bhi aap es ID ka use kar sakte hai vese ab hmara identity card me sabse bada aadhar card identity card ban gaya hai par ab bhi Govt. ke bahut se kamo me voter id ki jarurt padti hai.
Documents jo voter id banane me chahiye..........
Voter Id ko online apply karne ke liye aapke pass self photo, Age Proof and Address Proof document hona chahiye, Voter id online bnane ke liye Address or Age ke liye jo documents required hai vo ye hai.......
Age Proof (enme se koi aek document scan karke rakhe)
Birth Certificate, Marksheet of class 10 or 8 or 5, Indian Passport, PAN Card, Driving License, Aadhar letter issued by UIDAI
Address Proof (enme se koi aek document scan karke rakhe)
Indian Passport, Driving License,Bank /Kisan/Post Office current Pass Book, Ration Card, Income Tax Assessment Order, Rent agreement, Water Bill, Telephone Bill, Electricity Bill, Gas Connection Bill, Post/letter/mail delivered through
Voter ID Card Kyo Banana Chahiye.........
Ye aapki pahchan karati hai ki aap India ke rahne wale ho, aap indian ho........
Voter ID banane ke bad aap Election me Vote dal sakte hai.......
Chaliye dosto ab hm voter id bnate hai.........
Dosto me man ke chalta hu ki aapke pass self photo, age proof and address proof ke liye document hai jo upar bataye gaye hai........
Step 1- sabse pahle aapko es link par click karna hai...........
https://www.nvsp.in/index.html
Step 2- Yha click kare....
Step 3- esme aapko ditails fill karni hai....
1. apna state select kare
2. apna district select kare
3. apna assembly (tehsil) select kare
4. agr aap pahli bar apni voter id bna rhe hai to ``as a first time voter`` select kare
Step 4- ab aapko apni parsonal ditails fill karni hai....
1. apna pura name fill kare
2. apna surname name fill kare nhi to ese khali chhod de
3. apne relative ka name fill kare apne father ka name fill kar lijiye
4. apne relative ka surname fill kare nhi to ese khali chhod de
5. apne reletive ke sath me aapka kya relation hai vo select kar lijiye agr aapne apne father ka name fill kiya hai to father select kar lijiye
6. aap agr apni age dalna chahte hai to es option ko choose kar lijiye
7. agr aap date of birth dalna chahte hai to es option ko choose kar lijiye
8. apna gender select kar lijiye
Step 5- esme aapko apna address fill karna hai.....
1. apna house no. fill kijiye
2. apna area/street/locality fill kijiye
3. apna village fill kijiye
4. apna post office fill kijiye agr aapke village me post office hai to apne village ka name enter kar dijiye
5. pin code fill kijiye
6. state select kijiye
7. district select kijiye
Step 6- esme aapko apna permanent address fill karna hai step no. 5 ko trah.....
1. agr aapka resident address or permanent address same hai to aap ````Same as above```` par click kar dijiye
2. ese khali chhod dijiye
Step 7- ye optional particulars hai enhe aap agr fill nhi karna chahte hai to enhe chhod sakte hai.....
1. agr aapme koi disability hai to fill kar dijiye agr nhi hai to khali chhod dijiye
2. yaha par apna Email id fill kare
3. yaha par apna mobile no. fill kare
Step 8- ab aapko apne documents upload karne hai....
1. esme aapko apna photo choose karna hai
2. esme aapko vo document choose karna hai jo aap Age proof ke roop me use karna chahte hai mene Age proof ke roop me apna Aadhar card choose kiya hai....
3. esme aapko vo document choose karna hai jo aap Address proof ke roop me use karna chahte hai mene address proof ke roop me apna Gas connection bill choose kiya hai....
Step 9- Esme aapko apni declaration ditails fill karni hai
1. apna village fill kare
2. apna state select kare
3. apna District select kare
4. apna date of birth fill kare
5. agr aap first time include ho rahe hai to aap first option ko choose kar lijiye
agr aap pahle se include hai to dusre option ko choose kar lijiye , me first option ko choose karuga......
6. aapko apna place fill karna hai.....
7. esme aapko vo date fill karni hai jis date ko aap voter id bna rahe ho vese to ye date autometicly select ho jati hai
8. captcha code fill kijiye
9. ab aap submit par click kar dijiye
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap ese like and share jarur kar dijiyega thanks............

Dosto agr aapko voter id banane me kisi bhi parkar ki problem aati hai to aap mujhe comment karke bta sakte hai...........
Mene aapki lagvag sabhi post ladhi hai. Mujhe aapki dwara di gyi jankari bahut pasand aayi
जवाब देंहटाएंThanxx.
Isi tarah ki information aap hmare website mein bhi dekh sakte hai - https://www.thegeneralstore.in