Jesa ki aap jante hai ki Email ID hona boht hi jaruri hai, Email id ke bina internet ki kisi bhi service ko use nhi kar sakte hai.. Online banking se lekar job apply karne tak sabhi me Email id ka use hota hai. Email id ke liye Internet par kafi sari companies hai jese ki Gmail, Yahoo Mail etc.......
Yahoo Mail or Gmail me antar ----
Jab hm Gmail par account banate hai to hmara ek poora Google ka account ban jata hai. gmail account banane ke bad hme google ki baki sari services jese Maps, Android Phone, Google Plus, YouTube etc par account banane ki jarurt nhi padti hai......
Lekin Yahoo mail me aesa kuchh nhi hai, agr aap yahoo me account bna lete hai to aap sirf mail service ka hi use kar sakte hai baki service ko use nhi kar sakte hai......
Chaliye dosto ab hm yahoo me account banate hai....
Step 1- sabse pahle aapko es link par click karna hai......
https://login.yahoo.com/m?.intl=in&.lang=en-IN
Step 2- ab aapko “Sign up” par click karna hai.........
Step 3- eame aapko apni ditails bharni hai.......
1. first name fill kare.........
2. last name fill kare.......
3. Email address par click kare.......
4. Address par click karte hi aapke samne es tarah se address show hone lagenge ab aapko enme se kisi aek address ko select karna hai.......
Step 4- Ab aage ki ditails fill karni hai.......
1. Apna password fill kare (capital latter, small latter or digit me).........
2. Apna mobile no. fill kare.......
3. Date of birth fill kare
4. Gander select kare
5. Continue par click kre........
Step 5- Ab aapko ``Text an account key`` par click karna hai......
Step 6- ab aapke pass un number par OTP aayega jo aapne es account ke liye fill kiye the
1. Yaha par jo aapke mobile no. par OTP aaya tha vo fill kare
2. Ab verify par click kre.......
Ab aapka account create ho gya hai, aap yahoo me login karke yahoo ka mja le sakte hai.....
Agr aapko yahoo me account banane me koi problem hoti hai to aap mujhe comment karke bta sakte hai....
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap ese like and share jarur kar dijiyega thanks......
Great Information..
जवाब देंहटाएंIf the Yahoo email is having error messages or not working, you can get assistance with the Amazon customer support, but first you should try the Yahoo Mail Quick Fix Tool feature. It is easy to use and effective.
Thanks For Sharing...
Thanks for your marvelous posting! I really enjoyed reading it. you're a great author. I will be sure to bookmark your
जवाब देंहटाएंblog and will come back very soon.
BUY BULK PVA ACCOUNTS