Hello dosto mera name hai MADANGOPAL/MG aaj hm bat krenge data hidden ki dosto hm data hidden me kuchh bhi hide kar skte hai jese ki photo, video, audio, documents, folder etc... agr aap apne data ko hide kar dete hai to aapka data secure ho jata hai or aapke data ko koi dusra dekh bhi nhi skta. aese me aapka data safe rhta hai... dosto agr aap apne data ko secure rkhna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful aap en steps ko follow krna aap boht hi aasani se apne data ko hide kar payenge........to chaliye dosto suru karte hai......
Data ko hide karne ke liye......
Step 1- Dosto data hide karne ke liye
1. aapko sbse pahle us folder ko open krna hai jiska data aapka hidden karna hai or us folder ko open krne ke bad aapko view par click karna hai......
2. ab aapko us item ko select karna hai jise aap hide karna chahte hai
3. ab aapko hide selected items par click krna hai, aapka data hide ho gya hai......
Data ko show karne ke liye........
Step 2- dosto Data ko show karne ke liye......
1. aapko sbse pahle us folder ko open krna hai jiska data aapka show karna hai or us folder ko open krne ke bad aapko view par click krna hai.....
2. ab aapko hidden items par click karna hai, aapka data show ho jayega....
3. agr aap apne data ko puri trah se show (unhide) krna chahte hai to aap item ko select kar lijiye or.......
4. Hide selected items par click kar dijiye aapka data unhide ho jayega........
Dosto aap es parkar se apne data ko hide or show kar sakte hai agr aapko aesa karne me koi problem ho to aap mujhe comment karke bta sakte hai......
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap ese like or share jarur kar dijiyega thanks.....