Computer/laptop me password kaise lagaye

Hello dosto mera name hai MADANGOPAL/MG aaj hm bat karenge ki apne PC/Laptop me Password kaise lgaye ? lekin dosto esse pahle ye janna jaruri hai ki hm apne Pc ya Laptop me password kyo lagaye ?

1. Pc ya Laptop me rkhe Important data ko koi dusra chura ke na le jaaye.
2. Koi Pc ya Laptop me rakhi gyi  Infarmation ko delete na kar de .
3. Pc ya Laptop ka galt use na kare.
4. Pc ya Laptop ko koi bina permission ke na chala sake.
To chaliye dosto ab hm apne Pc ya Laptop me password lagate hai.........

Step 1- dosto sabse pahle aapko apne Pc ya Laptop ke search box me jana hai or your account settings type karna hai or enter butten press karna hai....
Step 2- dosto jab aap enter butten press karoge to aapke samne aek new window open hogi usme aapko sign-in options pr click karna hai jab aap us par click karoge to aapke samne es parkar ki window open hogi jisme password, picture password, PIN option diye hue honge enme se aap jis kisi ko bhi apne Pc ya laptop ki security bnana chahte hai use bna sakte hai....

NOTE= dosto aapko picture password, PIN ka use karne se pahle password ka use karna jaruri hai varna aap picture password or PIN ko apna security nhi bna sakte ho.
Dosto ab me aapko password , picture password or PIN teeno ko alg-alg btaunga aap en steps ko follow karke en teeno me se kisi ko bhi apna security bna sakte hai....


Step 3- Apne Pc ya Laptop me password lgane ke liye aapko sabse pahle add par click karna hai ab aapko password dalna or fir aapko usi password ko fir se dalna hai or fir hint ke liye aek or password dalna hai or fir next par click karna hai or fir aapko finish par click karna hai. jab aap finish par click karoge to aapke pc ya laptop ke liye password teyar ho jayega.........
Step 4- picture password lagane ke liye sabse pahle aapko add par click karna hai or fir aapko aek picture choose karna hai jise aap apna picture password bnana chahte hai or fir use this picture par click karna hai......
ab aapke samne aesi window show hogi esme aapko apni picture ke upar kisi aek jgah par teen bar click karna or fir aapke samne aek or aesi hi window show hogi us me bhi aapko usi jgah par teen bar click karna hai or fir finish par click karna hai ab aapke pc ya laptop ke liye picture password teyar ho gya hai...........
                       Dosto jab aap apne pc ya laptop me login karoge tb aapko usi jgah par click karna hai jaha par aapne picture password lagte time (six bar) click kiya tha......
Step 5- PIN lagane ke liye sabse pahle aapko add par click karna hai or fir aapko PIN enter karna hai or fir usi PIN ko fir se enter karna hai or finish par click karna hai ab aapke Pc ya laptop ke liye PIN teyar ho gye hai.......
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap ese like or share jarur kar dena thanks...........

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने