Hello dosto mera name hai MADANGOPAL/MG..... aaj ki es post me hm bat krenge ki hm apne laptop ya pc me mouse settings kaise kar skte hai dosto Mouse ke bina computer nhi chal sakta hai ye to aap jante hi hai, kyu ki ek computer ya laptop chalane ke liye usme keyboard or mouse hona bahut hi jaruri hai. Agr aap Windows use karte hai chahe wo windows 7 ho ya phir windows 8 ya windows 10 ho, har kisi windows ke Mouse Cursor ki speed ko hm change kar skte hai. Ye kam bahut easy hai aap step by step follow karke apne windows 7, 8 , 8.1 or 10 me mouse speed ko change karke apne pasand ki speed kar sakte ho. To chaliye dosto shuru karte hai.........
Step 1. Dosto sabse pahle aapko apne pc ya laptop ki display par apne mouse ka right butten press karna hai jb aap right butten press karoge to aapke samne kuchh es parkar ki window open hogi esme aapko Personalize par click karna hai.........
Step 2. jab aap personalize par click kroge to aapke samne aesi window show hogi usme left side me ye options honge unme aapko change mouse pointer par click krna hai.......
Step 3. jab aap change mouse pointers par click kroge to aapke samne aek new window open hogi......
1. ab aapko pointer options par click karna hai jab aap pointer options par click kroge to aapke samne es parkar ki window show hogi aap screen short me dekh sakte hai,,,,,,,,
2. ab select a pointer speed me aap apne mouse ki speed ko select (choose) kar sakte hai agr aap speed fast karna chahte hai to fast kar sakte hai agr aap slow karna chahte hai to aap slow kar sakte hai, apne mouse ki speed ko choose karne ke bad aapko apply par click karna hai or fir ok par click karna hai ab aapke mouse ki speed aapki echhanusar ho gyi hai............
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap ese like or share jarur kar dijiyega thanks.........