Hello Dosto mera name hai MG.... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki Fastag kya hai or iska upyog kaise kare dosto agr aap Fastag ke bare me janna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap is post ko poora read karke boht hi aasani se Fastag ke bare me jan sakte hai....
Agr aap ek car driver hai to aapke liye fastag jaruri hai aapko fastag ke bare me pta hona chahiye....
Pahle TOLL PLAZA par toll katvane ke lmbi line me lagna padta tha or kafi presaniyo ka somna karna hota tha lekin ab esa nhi hone wala ab aapko line me nhi lagna pdega kyoki ab Fastag aa gya hai isko National highways authority of india ne ETC(Electronic toll collection system) suru kiya....
Fastag india me 2014 me suru kiya tha jo ab pure india ke toll plazao pe lagu ho gya hai....
Driver ko jo tag apni vahan par lgana hota hai use bank ya paytm ke dvara online khrid sakte hai....
Chaliye Dosto fastag ka use karte hai....
fastag ki help se toll plaza par bina ruke hi payment kar sakte ho fastag ko apni vahan ke aage wala kanch par lagana hota hai fastag me me RFID lga hota hai jab gadi toll plaza se hokar jati hai tab vha lga sensor is RFID ko scan kar leta or or online payment pay kar leta hai aapko fastag ka reharge karna hota hai jiski vjah se aapki payment online cut ho sake ye bilkul mobile ke recharge ki trah hota hai jese mobile ke recharge ki validity hoti hai vese hi fastag ki validity hoti hai fastag ki validity 5 year ki hoti hai....
Fastag ka account kaise open kare....
Iske liye documents :-
1. RC
2. Driver ki passport size photo
3. Koi bhi KYC document jis par aapke ghar ka address likha hua ho
customer ko in documents ki xeros or original copies bhi sath me le jani hoti hai....
Fastag 4 wheeled vehicle ke liye boht hi jaruri hai fastag ka account aap toll plaza ya issue agency se khulva sakte hai iske alwa agr aap chahe to paytm ya bank se bhi khulva sakte hai or agr aap paytm ke dvara fastag khridte hai to aapko 7.5 % cashback bhi milta hai....
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap is post ko share jarur kar dijiyega or mujhe instagram par follow jarur kare thanks....

Nice article sir
जवाब देंहटाएंthanks
हटाएंNice article
जवाब देंहटाएंthanks
हटाएं