Hello friends mera name hai MG.... Dosto aaj ki es post me hm bat karege ki hm apne blog me multiple author kaise add kar sakte hai. Dosto agr aap apne blog me multiple author add karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap is post ko poora read karke boht hi aasani se apne blog me multiple author add kar sakte hai....
Dosto Multiple authors ke kafi benefits hai....
1. Agr hme blog par post karne ka time na mile to hmare blog ka dusra author post kar sakta hai.
2. Users ke comments ka reply bhi kar sakta hai.
Vo sare work jo ham apne blog par karte hai or fir hme vo sab karne ka time na mile to ham apne dusre author ko bolke karva sakte hai....
Chaliye Dosto apne blog me multiple author add karte hai....
Step :- 1. Sabse pahle apne blog me login kare....
Step :- 2. invitation procedure....
1. Sabse pahle settings par click kare....
2. Ab basic par click kare....
3. Ab add authors par click kare....
4. Ab yha Uska email id enter kare jise aap invite karna chahte hai....
5. Ab invite authors par click kare....
Step :- 3. Ab us Email id par esa Mail aayega jisme Accept invitation par click karna hai....
Step :- 4. Ab esa page show hoga jisme Accept invitation par click karna hai....
Step :- 5. Jab invitation accept kar liya jayega tab ese two authors show hoga....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne blog me multiple author add karne me koi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke jarur bataye....
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap es post ko like or apne Friends ke sath or social media par share jarur kare....

How is it that simply anybody can write a website and acquire as widespread as this? Its not like youve said something incredibly spectacular –more like youve painted a reasonably picture over a difficulty that you simply recognize nothing concerning I don’t want to sound mean, here. but do you really suppose that you can escape with adding some pretty pictures and not really say anything? thanks
जवाब देंहटाएं