Blog ko permanently delete kaise kare

Hello Dosto mera name MG hai. aaj ki is post me hm bat karenge ki hm apne kisi bekar pde blog ko Permanently delete kaise karte hai, Dosto agr aap apne kisi blog ko Permanently delete karna chahte hai to aap is post ko last tk read kariye. aap is post ko poora read karke or iske steps ko follow karke boht hi aasani se apne purane blog ko Permanently delete kar sakte hai....

Dosto AGR AAP APNE BLOG KO
Permanently DELETE KRTE HAI TO USKE LIYE PAHLE APNE BLOG KA BACKUP LE LIJIYE AGR APKE BLOG ME KUCHH IMPORTANT DATA HAI TO, AGR AAPKE BLOG ME KOI IMPORTANT DATA NHI HAI TO AAP APNE BLOG KO BINA BACKUP LIYE DELETE KAR SAKTE HAI. DOSTO BLOG KA BACKUP AGR HMARE PASS HOTA HAI OR USME KOI IMPORTANT DATA HOTA HAI TO HM US IMPORTANT DATA KO KISI DUSRI WEBSITE ME RESTORE KAR SAKTE HAI....
Blog ka backup lene ke liye is post ko read kare....(Coming soon)

Blog ke backup data ko restore karne ke liye is post ko read kare.
(Coming soon)

Chaliye Dosto apne Kisi purane blog ko
Permanently delete karte hai....

Step :- 1. Sabse pahle apne blog me login kare....

Step :- 2. Ab yha niche settings par click karke other par click kare or fir Delete blog par click kare....

Step :- 3. Agr aap apne blog ko download karna chahte hai to yha par click kare agr download nhi karna chahte hai to Delete this blog par click kare....



Step :- 4. Ab yha Permanently Delete par click kare....

Step :- 5. Ab yha PERMANENTLY DELETE par click kare....
Ab aapka blog Succesfully delete ho gya hai....


Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap mere facebook page ko like kare or instagram par mujhe follow kare. THANKS....

1 टिप्पणियाँ

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने