Blog ko delete kaise kare

Hello Dosto mera name MG hai. aaj ki is post me hm bat karenge ki hm apne kisi bekar pde blog ko delete kaise kar sakte hai, Dosto agr aap apne kisi blog ko delete karna chahte hai to aap is post ko last tk read kariye. aap is post ko poora read karke or iske steps ko follow karke boht hi aasani se apne purane blog ko delete kar sakte hai....

Dosto agr hm apne blog ko delete karte hai to hme backup lene ki jarurt nhi hoti hai kyoki delete kiye hve blog ko hm vapis undelete kar skte hai agr hm apne blog ko permanently delete karte hai to hme backup lena chahiye vo bhi agr jaruri hai to....




Blog ka backup lene ke liye is post ko read kare....(Coming soon)

Blog ke backup data ko restore karne ke liye is post ko read kare.
(Coming soon)

Chaliye Dosto apne Kisi poorane blog ko delete karte hai....


Step :- 1. Sabse pahle apne blog me login kare....




Step :- 2. Ab yha niche settings par click karke other par click kare or fir Delete blog par click kare....

Step :- 3. Agr aap apne blog ko download karna chahte hai to yha par click kare agr download nhi karna chahte hai to Delete this blog par click kare....


Step :- 4. Ab aapka blog delete ho gya hai agr aap apne blog ko vapis lana chahte hai to Undelete par click karke vapis restore kar sakte hai....

Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap mere facebook page ko like kare or instagram par mujhe follow kare. THANKS....

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने