Hello dosto mera name hai MADANGOPAL/MG.... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm apne computer ya laptop se kisi bhi video ka audia kaise change kare Dosto agr aap apne computer se kisi bhi video ka audio change karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se kisi bhi video ka audio change kar sakte hai....
Chaliye Dosto video ka audio change karte hai....
Step 1- Sabse pahle is link par click kare or fir is software ko download karke install kar lijiye....
https://www.filehorse.com/ Step 2- Ab Download kiye hue software ko open kijiye....
Step 3- Ab Add or drag file par click kare....
Step 4- Ab jis video ka audio change karna hai us video ko select karke open par click kare....
Step 5- Ab yha ACC par click kare or add audio par click kare....
Step 6- Ab jis audio ko aap us video par lagana chahte hai use select kare or fir open par kare....
Step 7- Ab Yha is icon par click kare or fir jis quality me aap video ko save karna chahte hai us Quality ko select kar lijiye....
NOTE :- Dosto accha hoga agr aap Microsoft surface PRO ko choose kare kyoki ye sabke liye same quality deta hai HD Quality....
Step 8- Ab yha par click kare....
Ye complete hone ke bad video ek folder me open ho jayega....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne kisi video ka audio change karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke jarur bataye....
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap is post ko share jarur kar dijiyega thanks....