Computer ki Disk ko Clean kaise kare

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm apne Computer ya laptop ki Disk ko Clean kaise kar sakte hai Dosto agr aap apne computer ya laptop ki Disk ko clean karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne computer ya laptop ki disk ko clean kar sakte hai....
Dosto Computer ya laptop ki Disk ko clean kar lena chahiye kyoki aesa karne se Computer ya laptop me virus nhi aate hai or Computer ya laptop Fast Work karta hai or sath hai disk ka space cover hone se bchega....

Chaliye Dosto ab hm apne Computer ya laptop ki Disk ko Clean karte hai....
Step 1- Sabse pahle apni disk par Right click kare or fir Properties par click kare....
Step 2- Ab yha Disk Cleanup par click kare....
Step 3- Ab aapki Disk Clean hone ke liye Calculate ho rahi hai....
Step 4- Ab en sari files ko select kar lijiye or fir OK par click kar dijiye....
Step 5- Ab Delete Files par click kar dijiye....
Step 6- Ab aapki Disk Clean hona start ho gyi Wait kare aapki Disk Clean ho jayegi....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko Disk ko Clean karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke bataye....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap es post ko share jarur kar dijiyega thanks....

1 टिप्पणियाँ

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने