Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm blog me Page kaise laga sakte hai Dosto agr aap apne blog me Page lagana chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne blog me Page add kar sakte hai....
Dosto Page apne blog ke liye kitna jaruri hai ye to aap jante hi honge Dosto Agr hmare blog ki post me Page hoga to visitors ko Blog ke bare me or blog owner ke bare me janne me aasani hogi or visitors vha se hi sidha page ko read kar payenge lekin agr hmare blog ki post me Page nhi hoga to visitors Blog or Blog ke Owner ke bare me nhi jan payenge or fir Hmara traffic bhi increse nhi hoga esliye blog ke liye Page boht jaruri hai....
Chaliye Dosto ab hm blog ki post me Page add karte hai....
Step 1- Sabse Pahle aap apne blog me login kare....
Step 2- Ab aap Layout par click kare or fir jaha par Page lagana chahte hai vha par Add a Gadget par click kare....
Step 3- Ab Pages par click kare....
Step 4- Ab pages ke liye settings kare....
1. Title me Pages Type kare....
2. Ab aap jees-jees page ko add karna chahte hai unhe select kar lijiye....
3. Ab Save par click karke ese save kar dijiye....
Step 5- Ab Save arrangement par click kar dijiye....
Step 6- Ab aap dekh sakte hai apne blog ki post me es parkar se pages show honge....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne blog me Pages add karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke bataye....
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap es post ko share jarur kar dijiyega thanks....