Blog me Post ke link kaise lagaye

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm blog me Post ke link kaise add kar sakte hai Dosto agr aap apne blog me post ke link lagana chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne blog me post ke link add kar sakte hai....
Dosto Post ke link kisi dusri post me add karna kitna jaruri hai ye to aap jante hi honge Dosto Agr hmare blog ki post me kisi dusri post ke link honge to visitors ko apni dusri post par jane me aasani hogi or visitors vha se hi sidha post ko read kar payenge lekin agr hmare blog ki post me kisi dusri post ke link add nhi honge to visitors Dusri post par nhi ja payenge or fir Blog ka traffic bhi increase nhi hoga esliye blog me post ke link add hona boht hi jaruri hai....
Chaliye Dosto ab hm blog me post ke link add karte hai....

Step 1- Sabse Pahle aap apne blog me login kare....
Step 2- Ab aap Layout par click kare or fir jaha par link lagana chahte hai vha par Add a Gadget par click kare....
Step 3- Ab Popular Posts par click kare....
Step 4- Title me Popular Posts type kare....
2. Kab tak ki post ke link aap post me show karna chahte hai vo select kare....
3. Post me kitne link show karna chahte hai vo select kare....
4. Ab Save par click kare....
Step 5- Ab Save arrangement par click kar dijiye....
Step 6- Ab aap dekh sakte hai apne blog ki post me es parkar se link show honge....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne blog me Post ke link add karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke bataye....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahti hai to aap es post ko share jarur kar dijiyega thanks....

2 टिप्पणियाँ

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने