Blog ki Post me Ads kaise lagaye

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm blog ki post me Ads kaise laga sakte Dosto agr aapko Google adsense ne approval de diya hai or aap apni post me ads lagana chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apni post me ads laga sakte hai....
Dosto ye to aap jante hi honge ki Blog ke liye google adsense kitna importent hai or post ke liye Ads kitne jaruri hai Dosto google adsense me account Blog se Earning karne ke liye banaya jata hai Agr google adsense approval nhi deta hai to Blogging karne ka koi fayda nhi hai Kyoki fir aap earning to kar nhi sakte esliye google adsense me account hona boht hi jaruri hai....


Chaliye Dosto ab hm blog ki post me Ads lagate hai....

Step 1- Sabse Pahle aap apne blog me login kare....

Step 2- Ab aap Layout par click kare or fir jaha par Ads lagana chahte hai vha par Add a Gadget par click kare....
Step 3- Ab AdSense par click kare....

Step 4- Ab aapko ads ki settings karni hai....
1. Aap kis size ka ads apni post me lagana chahte hai vo Format me select kar lijiye....
2. Agr aap apni post me ads ko Text or image dono ko show karna chahte hai Text and image ko select kar le or agr aap only Text show karna chahte hai to Text only ko Select kar lijiye....
3. Colours me aap apni post ke hisab se Colours ko choose kar lijiye....
4. Preview me aap vo ads dekh sakte hai jo aapki post me show hone vala hai....
5. Ab save par click kar dijiye....
Step 5- Ab Save arrangement par click kar dijiye ab 5 minute me aapke blog ki post me ads show hone lagega....

Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne blog me ads show karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke bataye....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahti hai to aap es post ko share jarur kar dijiyega thanks....

4 टिप्पणियाँ

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने