Blog ka Title kaise change kare

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm blog ke title ko kaise change kar sakte hai Dosto agr aap apne blog ke title ko change karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne blog ke Title ko change kar sakte hai....
Dosto vese to hme Title change karne ki jarurt nhi hoti hai lekin fir bhi kabhi kabar title change karna pad jata hai or aesa tabhi hota hai jab hmare pass hmare blog se related post nhi hoti hai....
Chaliye Dosto ab hm blog ka title change karte hai....

Step 1- Sabse Pahle aap apne blog me login kare....
Step 2- Ab aap Layout par click kare or fir Add a Gadget par click kare....
Step 3- Ab Page Header par click kare....
Step 4- Ab aapko apne Blog ka Title Change karna hai....
1. Blog Title me  new Title enter kare jo aap lagana chahte hai....
2. Blog Description me agr aap kuchh type karna chahte hai to kar dijiye....
3.Agr aap apne blog me koi Logo lagana Chahte hai to Choose File par click karke laga sakte hai....
4. Agr aap Placement me kuchh Changes karna chahte hai to kar sakte hai....
5. Ab Save par click karke ese save kar dijiye....
Step 5- Ab Save arrangement par click kar dijiye ab aapke blog ka title change ho gya hai....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne blog ke Title ko change karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke bataye....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap es post ko share jarur kar dijiyega thanks....

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने