Blog ki post me Search Box kaise lagaye

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm blog me Search box kaise laga sakte hai Dosto agr aap apne blog ke Search box lagana chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne blog me Search box laga sakte hai....
Dosto Search box apne blog ke liye kitna jaruri hai ye to aap jante hi honge Dosto Agr hmare blog ki post me search box hoga to visitors ko apni dusri post par jane me aasani hogi or visitors vha se hi sidha post ko read kar payenge lekin agr hmare blog ki post me search box nhi hoga to visitors Dusri post par nhi ja payenge or fir Hmara traffic bhi increse nhi hoga esliye blog ke liye search box boht hi jaruri hai....
Chaliye Dosto ab hm blog me Search box add karte hai....

Step 1- Sabse Pahle aap apne blog me login kare....
Step 2- Ab aap Layout par click kare or fir jaha par search box lagana chahte hai vha par Add a Gadget par click kare....
Step 3- Ab Blog Search par click kare....
Step 4- Title me agr aap Search This Blog ki jgah kuchh or likhna chahte hai to likh le or fir Save par click kar de....
Step 5- Ab Save arrangement par click kar dijiye....
Step 6- Ab aap dekh sakte hai apne blog ki post me aesa search box show hoga....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne blog me Search box add karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke bataye....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap es post ko share jarur kar dijiyega thanks....

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने