VPN kya hai Computer me VPN kaise use करे

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL/MG.... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge VPN {Virtual Private Network} ki. Dosto boht si site`s aesi hai jo internet par block hai or agr aap un sites ko use karna chahte hai to aap unhe VPN ke dvara use kar sakte hai VPN ke dvara aap kisi bhi block sites ko aasani se use kar sakte hai vo bhi ghar bethe.....
To chaliye dosto ab hm VPN ke dvara block site ko access karte hai....

VPN kya hai....

VPN ki Fullform Virtual Private Network hota hai. ye aek trah ka private network hota hai. ese koi bhi user duniya me kahi bhi use kar sakta hai. ese use karne ke liye aapko network compney ki tarf se aek IP address diya jata hai.jiske dvara aap block site`s ko access kar sakte hai....
VPN ka use badi-badi websites ke liye kiya jata hai kyonki en website`s par boht hi importent data hota hai jinhe hekro ke davara churane ka dar rahta hai esliye un company me VPN ka use kiya jata hai taki hekro se Data ko bchaya ja sake. VPN ko aap free me bhi use kar sakte ho or paise deke bhi kharid sakte ho free vale me kuchh kamiya hoti hai or paise deke kharida hua VPN achhe se work karta hai....

To chaliye dosto ab hm VPN ka use karte hai....

Step 1- Sabse pahle es link par click kare....
                                                                VPN Link click here
Step 2- Ab Add to Chrome par click kare....

Step 3- Ab es Round circle (gol ghere) me click karke connect kar sakte hai....

Step 4- Agr aap ese stop karna chahte hai to aap Stop par click karke stop kar sakte hai....

Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko VPN se connect karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke jarur bataye....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap ese like or share jarur kar dijiyega thanks....

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने