Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL/MG.... Dosto aaj ki es post me bat karenge ki hmara iphone real hai ya fake. Dosto agr aap apne iphone ko check karna chahte hai ki aapka iphone real hai ya fake to ye post aapke liye boht hi helpful hai es post me aapko two tarike bataunga jiski help se aap apne iphone ke bare me jan paoge....
To chaliye dosto iphone ko check karte hai....
1st Method :-
Step 1- Sabse pahle aap es link par click kare....
https://checkcoverage.apple.com/
Step 2- Ab aapke esme apni details fill karni hai....
1. Yha apne iphone ka serial number enter kare....(serial number ke liye aap apne iphone ko on kare settings par click kare general par click kare about par click kare or serial number)....
2. Yha es code ko enter kar de....
3. Ab continue par click kare....
Step 3- Ab agr aapke iphone ka Model number or serial number dono show hote hai to aapka iphone real hai agr Invalid Serial Number show hota hai to eska matlb aapka iphone fake hai....
2nd Method :-
1. Esme agr aapka iphone real hai to aap apne Product ke bare me jan sakte hai....
2. Aapka iphone lock hai ya nhi uske bare me bhi jan sakte hai....
3. Aapke iphone ki warranty or activation ke bare me jan sakte hai....
4. Or esme aap apne iphone ke activation lock ko check karke eske status ke bare me jan sakte hai....
Step 1- Es link par click kare....
http://www.iphoneox.com/
Step 2- Ab yha par apne iphone ka IMEI No. enter kare....(IMEI No. ka pta karne ke liye aap apne iphone se Dial kare [*#06#]) or ab check par click kar de....
Ab aapke samne apne iphone ki poori details show ho jayegi....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne iphone ke bare me janne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke jarur bataye....
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap ese share jarur kar dijiyega thanks....