Hello dosto mera name hai MADANGOPAL/MG... aaj ki es post me mai aapko microsoft account kaise banaye ki puri jankari dene wala hu. Jesa ki aap jante hai ki google ki all services (like adsense, google+, drive, analytic etc ) ko use karne ke liye aapko gmail account banana padta hai aur iske baad aap google ki sabhi service ka istemal kar sakte ho. thik usi parkar microsoft ki all services ko use karne ke liye aapko microsoft account bnana padta hai........
me yha par microsoft ki popular service ki list provide kar rha hu jise dekh kar aap ye khud andaj lga sakte ho ki microsoft par account bna lene ke bad aap kitni sari services ka labh utha sakte ho wo bhi free me.
OneNote , MSN , Microsoft Office , Xbox Bing , Skype , Outlook, OneDrive etc……
agr aap ek blogger hai or apne blog or website ko Bing/Yahoo webmaster tool me submit karna chahte hai to iske liye bhi aapke pas microsoft account ka hona jaruri hai.
Ab mai ye man kar chal raha hu ki aap ye achhe se samjh gye honge ki microsoft par account bnane ke kya fayde hai. to chaliye dosto ab hm microsoft account bnate hai......
Step 1- sabse pahle aapko es link par click karna hai.......
https://signup.live.com
Step 2- ab aapko create one par click karna hai, or next par click krna hai......
Step 3- esme aapko apni email id dalni hai, or next par click karna hai......
Step 4- ab aapko password create karna hai password aapko capital letter, small letter or digit me create karna hai or next par click karna hai.......
Step 5- ab aapko apna first name or last name dalna hai or next par click karna hai......
Step 6- ab aapko apna country or birth date select karna hai, or next par click karna hai......
Step 7- ab aapki email id par aek code aaya hai us code ko yha enter karna hai, or fir next par click karna hai......
Step 8- Ab aapko apna email address verify karna hai jo ki aapne create account page me dala tha. jis email id ko aapne create account page me dala tha us email id ko login kariye or inbox check kariye jisme microsoft ki taraf se aapko mail aaya hoga. usko open kariye aur verify button par click kar dijiye.
Step 9- veify par click karte hi aapke samne ek new window Ready to go! open hogi jisme email id verify karne ke liye thanks likha hoga. aapko OK par click karna hai
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap ese like or share jarur kar dijiyega thanks.......