Blog ke backup ko restore kaise kare

Hello friends mera name hai MG.... Dosto aaj ki es post me hm bat karege ki hm apne blog ke backup liye huye data ko restore kaise kare. Dosto agr aap apne blog ke data ko restore karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne blog ke backup data ko restore kar sakte hai....

Chaliye Dosto apne blog ke backup ko restore karte hai....


Step :- 1. Sabse pahle apne blog me login kare....


Step :- 2. Ab yha settings par click kare...
2. Ab yha Other par click kre....
3. Ab yha Import content par click kare....


Step :- 3. Ab Import content ko manage karna hai....
1. Sabse pahle is captcha privacy-terms ko accept karle....
2. Ab ise select karle....
3. Ab yha import from computer par click  kare....



Step :- 4. Ab us file ko select kare jisme aapke blog ka backup data save hai or fir open par click kare....


Step :- 5. Ab aap dekh sakte hai aapke blog ka backup restore hona start ho gya is process me kuch time lag skta hai....


Dosto meri ye post aapko  kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne blog ke data ko restore karne me koi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke jarur bataye....


Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap es post ko like or apne Friends ke sath or social media par share jarur kare....thanks....

1 टिप्पणियाँ

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने