Windows 8.1 ko recover kaise kare

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki windows 8.1 ko recover kaise kar sakte hai Dosto agr aap apne windows 8.1 ko recover karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne windows 8.1 ko recover kar sakte hai....
Chaliye dosto ab hm windows 8.1 ko recover karte hai....
Step 2- Ab Change PC settings par click kare....
Step 3- Ab Update and Recovery par click kare....
Step 4- Ab recovery par click kare....
1. Yha click karoge to aapka windows refresh hoga bina kisi file ya software ko remove kiye....
2. Yha click karoge to aapka windows poori trah se formet ho jayega or fir se fresh windows install ho jayegi....
Ab aap dono me se jis option ko choose karna chahte hai kar sakte hai....

Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko windows 8.1 ko recover karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke bataye...

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap ese like or share jarur kar dijiyega thanks....

3 टिप्पणियाँ

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने