Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL/MG.... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge computer se virus remove karne ki Dosto agr aap apne computer ya laptop se virus remove karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko pura read karke boht hi aasani se apne computer ya laptop se virus remove kar sakte hai. Dosto ye aap jante hi honge ki virus hmare computer ya laptop ke liye kitna katrnak hai....
To chaliye jante hai ki computer ya laptop me virus kaha se aate hai....
INTERNET = Dosto jab hm apne computer ya laptop me internet se koi file download karte hai to hmare computer ya laptop me virus aane ke chanses boht hi jyada badh jate hai. or Dosto sabse jyada virus hi internet se aate hai or hme pta bhi nahi chalta hai....
CRECK SOFTWARE = Dosto jab hm apne computer ya laptop me Software download karke install karte hai to unme boht si file`s creck hoti hai jiski vjah se hmare computer ya laptop me virus aa jate hai....
EXTERNAL DEVICE = Dosto jab hm kisi dusre device jese pandrive se koi file lete hai to us time virus aane ke chances badh jate hai....
Dosto vese to aapko internet par boht sare antivirus mil jayenge jo virus ko remove to kar sakte hai lekin poori trah se nhi.
Lekin aaj me aapko aek aese antivirus software ke bare me btaunga jo aapke computer ko virus se poori trah se mukti dila sakte hai us anti-virus ka name hai MalwareBytes-Anti-Malware.....
To chaliye ab hm es antivirus ko download karke install karke apne computer ya laptop se virus ko remove karte hai....
Step 1- Sabse pahle aap es link par click karke Malwarebytes ko download kar lijiye....
https://www.malwarebytes.com
Step 2- Ab agr aap laptop me anti virus ko install kar rahe hai to Personal computer ko choose kare or agr aap computer me install kar rahe hai to Work computer par click kare....
Step 3- Ab Agree and Install par click kare....
Step 4- Ab antivirus install hona start ho gya hai....
Step 5- Ab Finish par click kar dijiye....
Step 6- Ab Anti virus ko open kare or Scan Now par click kare....
Step 7- Ab aap dekh sakte antivirus ne apne computer ya laptop ke data ko scan karna start kar diya hai....
Step 8- Ye jo sari files hai ye virus hai ab aap Quarantine Selected par click kar dijiye or fir uper jo left side me Quarantine hai us par click karke en sare virus ko Delete kar dijiye....
Step 9- Ab Virus poori trah se remove ho gye hai....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur btaye or agr aapko apne computer ya laptop se virus ko remove karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke jarur bataye.....
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap ese share jarur kar dijiyega thanks....