Computer ke Folder par password kaise लगाए

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm apne computer ya laptop ke folder me password kaise laga sakte hai dosto agr aap apne computer ya laptop ke folder me password lagana chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne computer ya laptop ke folder me password laga sakte hai or apne computer ya laptop ke folder ke secure bana sakte hai....
Dosto Folder par password esliye lagaya jata hai taki folder ko secure banaya ja sakte. Dosto agr hmare folder par password hoga to hmare folder ko koi dusra open nhi kar payega. aesa me aapka Data poori trah se safe rahega. Dosto agr aap apne data ko safe or secure rakhna chahte hai to es trick ko jarur follow kijiyega....
Chaliye dosto ab hm apne computer ya laptop me apne data ko secure karte hai....

Stap 1- Sabse pahle es link par click karke es Software ko download karke install kar lijiye....
                                         https://filehippo.com/
Step 2- Ab aapko Anvi Folder Locker me account create karna hai....
1. Yha password type kare....
2. Yha fir se same password type kare....
3. Yha apni Email ID type kare....
4. Ab OK par click kar de....
Step 3- Add par click karke us folder ko add kar le jis par aap password lagana chahte hai....
Step 4- Ab aapko password lagane ke liye folder ko select karna hai....
1. Folder ko select kare....
2. Niche password ko select kare....
Step 5- Ab aapko apne folder par password lagana hai....
1. Agr Default password ko select karoge to aapka vo password save hoga jo aapne Email ID ke sath enter kiya tha....
2. Agr aap new password create karna chahte hai to Custom password par click kare....
3. Yha new password type kare....
4. Yha fir se same password type type kare....
5. Yha Hint ke liye koi password type kare....
6. Ab Ok par click kar dijiye....
Step 6- Ab jab bhi aap us folder ko open karoge to aapko usme password enter karna hoga....
NOTE = Dosto agr aap apne folder se password remove karna chahte hai to STEP NO. 4- ko follow kare or jis parkar se aapne password select kiya tha usi parkar se aap Unprotect ko select kar lijiyega aapka password remove ho jayega....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne folder par password lagane me koi bhi problem aa rahi hai to mujhe comment karke jarur bataye....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap es post ko share jarur kar dijiyega thanks....

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने