Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm blog me Feed kaise add kar sakte hai Dosto agr aap apne blog me Feed lagana chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne blog me Feed add kar sakte hai....
Dosto kisi Post ke link ko kisi dusri post me add karne ko feed kahte hai Dosto Agr hmare blog ki post me kisi dusri post ke link honge to visitors ko apni dusri post par jane me aasani hogi or visitors vha se hi sidha post ko read kar payenge lekin agr hmare blog ki post me kisi dusri post ke link add nhi honge to visitors Dusri post par nhi ja payenge or fir Hmara traffic bhi increse nhi hoga esliye blog me feed ka hona boht hi jaruri hai....
Chaliye Dosto ab hm blog me feed add karte hai....
Step 1- Sabse Pahle aap apne blog me login kare....
Step 2- Ab aap Layout par click kare or fir jaha par feed lagana chahte hai vha par Add a Gadget par click kare....
Step 3- Ab feed par click kare....
Step 4- Feed URL me apne feedburner URL enter kare or continue par click kar de....
Step 5- Title me aap apne blog ka title type kare....
2. kitne item show karna chahte hai kis parkar se karna chahte hai vo set kar lijiye....
3. Ab aap niche dekh sakte hai preview me es parkar se post me links show honge....
4. Ab Save par click kar dijiye....
Step 6- Ab Save arrangement par click kar dijiye....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne blog me feed add karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke bataye....
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap ese share jarur kar dijiyega thanks....

Very Nice....
जवाब देंहटाएंBigo live stream