Blog me Categories (Link List) kaise add करें

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki blog me Categories ko kaise add kar sakte hai dosto agr aap apne blog me Categories add karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne blog me Categories ko add kar sakte hai....
Dosto Categories aek list hoti hai jisme hm publish ki hui post ke link add kar sakte hai or use apne blog ki sari post me show kar sakte hai jiske dvara visitors ko hmari dusri post par aane me aasani ho or Dosto Categories blog ki traffic bdhane ka boht hi achha method hai eske dvara hm blog ki traffic bdha sakte hai....
Chaliye dosto ab hm Categories ko add karte hai....

Step 1- Sabse pahle aap Blogger.com par click karke login kar lijiye....

Step 2- Ab Layout par click kare or Add a Gadget par click karke aek Gadget add kar lijiye Dosto agr aap Sidebar me Gadget add karoge to jyada batter rahega....
Step 3- Ab aap Link List par click karke aek Gadget add kar lijiye....

Step 4- Ab aapko ese fill karna hai...
1. Yha par Categories type kare....
2. Ese empty hi rahne de....
3. Sorting me Sort Alphabetically select kar lijiye....
4. Aap jis post ko Categories me add karna chahte hai uska Title yha type kare or....
5. Yha us post ka URL link add kare....
6. Ab Add link par click kar dijiye....
7. Es parkar se aap jitni chahe utni Categories add kar sakte hai....
8. Ab Save par click kar dijiye....
Step 5- Ab Save arrangement par click kar dijiye....

Step 6- Ab aap apni kisi bhi post me dekh sakte hai Categories show ho rahi hai....

Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne blog me Categories add karne me koi bhi problem ho rahi hai to aap mujhe comment karke jarur bataye....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap ese share jarur kar dijiyega thanks....


5 टिप्पणियाँ

Any Problem Ask Me...

  1. Thank you for your post. This is excellent information. It is amazing and wonderful to visit your site

    You have the access to add the camera, image, and texts to your Live screening in Bigo Connector

    Download the application

    Bigo Live
    Live Stream users
    50 Million Bigo Live connector
    Bigo Live PC connector
    Bigo Live connector

    जवाब देंहटाएं
और नया पुराने