Blog ki post ko jaldi se Google में कैसे show करे

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm apne Blog ki post ko jaldi se google me kaise show kar sakte hai Dosto agr aap apne Blog ki post ko jaldi se google me show karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne Blog ki post ko jaldi se google me show kar sakte hai....
Dosto vese to jo post blogger likta hai vo important hi hoti hai lekin unme bhi kuchh post hoti hai jo boht hi important hoti hai aese me hm chahte hai ki us post ko jaldi se share kar de or jaldi se google me show kar de taki visitors es post ki help le sake, kyoki dosto normally jo hm post share karte hai use google me show me 2-3 din lag jate hai, lekin dosto aaj ki es post me aapko aesi trick btaunga jiski help se aap 40 second ke andar apni post ko google me show kar sakte hai.....
Chaliye dosto apni post ko jaldi se google me show karte hai....

Step 1- Sabse pahle aap es link par click kare....
                                      https://search.google.com
Step 2- Ab Go to the old version par click kare....
Step 3- Ab aap Google search console ke old varsion par aa gye hai....
1. Crawl par click kare....
2. Fetch as Google par click kare....
Step 4- Ab yha apni post ke URL ko copy karke past kar de or Post ke URL me se Blog ke URL ko remove kar de or fir Fetch par click karke Request indexing par click kar de....
Step 5- Ab aapko es method ko submit karna hai....
1. Es par click karke ese robot kar de....
2. Ab Crawl only this URL ko select kar le....
3. Ab Go par click kar de....
Dosto ab aap post google me show ho rahi hogi aap Google me jake dekh sakte hai....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne Blog ki post ko jaldi se google me show karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke jarur bataye....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap es post ko share jarur kar dijiyega thanks....

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने