Email id kaise banaye गूगल अकाउंट बनाईये

Hello dosto mera name hai MADANGOPAL/MG....... Dosto aaj ki es post me ham bat karenge Gmail (google) account ki Dosto google duniya ka sabse popular search engine hai esko sabse jyada use kiya jata hai, dosto agr aap google  ki kisi bhi service ka use karne chahte hai to aapke pass google (gmail) account hona chahiye uske bina aap google ki kisi bhi service ka use nhi kar sakte hai...
Chaliye dosto pahle hm gmail account bna lete hai...

Step 1: Sbse pahle aapko es link par click karna hai........
                                                      https://accounts.google.com
Step 2: Ab aapko Create account par click karna hai.......
Step 3: Ab aapko apni ditails fill karni hai......
1. Yha aapko apna first name fill karna hai.......
2. Yha aapko apna last name fill karna hai......
3. Ab aapko Username par click karna hai jab aap username par click karoge to aapke samne username show hone lagenge jinme se aapko kisi aek ko choose karna hai......
4. Yha password fill kare.....
5. Yha fir se vo same password fill kare......
6. Ab next par click kar dijiye.......
Step 4: Ab aapko apne mobile no. verify krne hai....
1. Yha apne mobile no. fill kare....
2. Ab next par click kare......
Step 5: Ab aapko apne mobile no. code dal kar verify krna hai.....
1. Yha OTP code fill kare jo aapke mobile no. par aaye the......
2. Ab aap Verify par click kar de.....
Step 6: Ab aap  I AGREE par click kar de......
Step 7: Ab aap NEXT par click kar de......
Step 8: Ab aapko apni ditails fill karni hai.....
1. Yha agr aap apna koi dusra mobile no. fill karna chahte hai to kar sakte hai.....
2. Agr aap apne email address ko change karna chahte hai to yha se kar sakte hai.....
3. Yha par aap apna date of birth fill kar dijiye.....
4. Yha par aap apna Gender select kar lijiye.....
5. Ab aap NEXT par click kar dijiye.....
Ab aapka gmail account teyar ho gya hai ab aap google ki sari services ka mja le sakte hai.........

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap ese like or share jarur kar dijiyega thanks.........

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने