Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL/MG.... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm kisi bhi video ya movies par apna name kaise likh sakte hai Dosto agr aap apne kisi favorite video par apna name likhna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap is post ko poora read karke boht hi aasani se kisi bhi video ya movies par apna name likh sakte hai....
Chaliye Dosto video par apna name likhte hai....
Step 1- Sabse pahle is link par click kare or is software ko download karke install karle....
https://download.cnet.com
Step 2- Ab is software ko open kijiye....
Step 3- Ab Add or drag file par click kare....
Step 4- Ab jis video par aap name likhna chahte hai us video ko select karke open par click kare....
Step 5- Ab yha click kare....
Step 6- Ab yha click kare....
2. Ab yha Text me us name ko likho jise aap video par lagana chahte hai....
3. Ab OK par click kare....
Step 7- Ab Yha is icon par click kare or fir jis quality me aap video ko save karna chahte hai us Quality ko select kar lijiye....
NOTE :- Dosto accha hoga agr aap Microsoft surface PRO ko choose kare kyoki ye sabke liye same quality deta hai HD Quality.....
Step 8- Ab yha par click kare....
Ab thodi der wait kare converting hone par aapke video par name show hone lagega....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apne kisi video par apna name likhne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke jarur bataye....
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap is post ko share jarur kar dijiyega thanks....