Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm apne blog ki slow speed ko fast kaise kar sakte hai dosto agr aap apne blog ki slow speed ko fast karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne blog ki slow speed ko fast kar sakte hai....
Chaliye dosto apne blog ko fast karte hai....
Website slow kyo hoti hai....
1. Blog post me boht sari images high Qualitiy me lagane se....
2. Apne Blog me kisi bhi Word ko jyada high light kar dene se....
3. Apne blog me jagah jagah par ads lagane se....
Yaad rahe dosto agr aapke blog ki speed slow hogi to aapke blog par traffic bilkul nhi aayega kyoki vistors usi ki post ko read karte hai jo jaldi se open ho jati ho jo post kafi jyada loading lekar ke open hogi to us par visitors bilkul nhi rukenge....
Website ko Fast kaise kare....
1. Dosto Website ko Fast karne ke liye apni post me kam se kam images lagaye or vo bhi Medium Qualitiy me taki Website jaldi se open ho sake....
2. Dosto apni Website me har kisi word ko high light na kare sirf usi word ko high light kare jo jaruri ho....
3. Dosto Blog Website me jgah jgah par ads nhi lagane chahiye kyoki aesa karne par blog ki speed slow ho jati hai....
Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko apni website ki speed ko fast karne me koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhe comment karke jarur bataye....
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap es post ko share jarur kar dijiyega thanks....