Blog ke liye Feedburner par account kaise banaye

Hello Dosto mera name hai MADANGOPAL(MG).... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm Feedburner me account kaise create kar sakte hai Dosto agr aap Feedburner me account create karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se apne Blog ke liye feedburner me account create kar sakte hai....
Feedburner aek Email service Delivery hai jo blog or website ke liye hai or ese bilkul free me use kiya jata hai ese use karne ka koi charge nhi hai or ye blog ke liye boht hi jaruri hai kyoki eske dvara un visitors ke pass aapki new post Email ke through jati hai jinhone aapki blog ko subscribe kiya huaa hai. or visitors us Email ke through aapki new post ko read kar payenge esliye feedburner blog ke liye boht hi important hai or esse blog ka traffic bhi boht jaldi se increase hota hai....

Chaliye Dosto feedburner me account create karte hai....

Step 1- Sabse pahle es link par click kare....
                                     https://feedburner.google.com

Step 2- Yha apna Blog Address type kare or fir next par click kare....

Step 3- Ab ese select karle or Next par click kare....

Step 4- Ab Feed Title me apne blog ka title enter kare....
* Feed address me aapko kuchh nhi karna hai ye aapka feed address hai....
* Ab Next par click kare....
Step 5- Ab Next par click kare....

Step 6- Ab aapka feed aapki website me update ho gya hai....

Dosto meri ye post aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye or agr aapko Feedburner me account create karne me koi bhi problem aa rahi hai to mujhe comment karke jarur bataye....

Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap es post ko share jarur kar dijiyega thanks....

Any Problem Ask Me...

और नया पुराने