Hello dosto mera name hai MADANGOPAL/MG.... Dosto aaj ki es post me hm bat karenge ki hm apne Computer ya laptop ke aese software jo normally uninstall nhi hote hai un software ko kaise uninstall kar sakte hai dosto agr aap aese software ko uninstall karna chahte hai to ye post aapke liye boht hi helpful hai aap es post ko poora read karke boht hi aasani se uninstall kar sakte hai....
Step 1: dosto sabse pahle aapko es link se Iobit uninstaller name ka software download krna hoga......
https://www.iobit.com/en/index.php
Step 2: ab aapko es software ko install krna hoga install krne ke bad aapko es software ko open krna hai. jb aap ese open kroge to aapke samne sare software show ho jayenge ab enme se jis software ko aap uninstall krna chahte hai use uninstall kar skte hai..
me aapko dr fone toolkit software ko uninstall krke bataunga......
dosto sbse pahle aapko us software ko select krna hai jise aap uninstall krna chahte hai jese ki mene screen short me kiya hai or bad me aapko uninstall pr click krna hai ......
ab aap dekh skte hai ki dr fone toolkit software uninstall hona start ho gya hai.......
ab aapko en sabhi ko select krna hai or delete pr click krna hai jb aap delete pr click kroge to software ki sari files delete ho jayegi or aapka software puri traha se uninstall ho jayega.....
Dosto agr meri ye post aapke liye helpful rahi hai to please aap ese like or share jarur kar dena thanks.........

i
जवाब देंहटाएंSaahi hai bhai
जवाब देंहटाएंthanks bhai
हटाएं